Showing posts with label Love SMS. Show all posts
Showing posts with label Love SMS. Show all posts

Love SMS

Meri ankho me ansu
Phir bhi hotho pe muskan kyuhai?
Gulshan hai agar safar zindagi ka
To phir iski manjil shamshan kyu hai?
Jab judai hai pyar ka matlab to phir
Pyar karne wala hairan kyu hai?
Achcha karam karna hi jindagi hai
To burai ka rasta itna asan kyu hai?
Agar jina hai marne k liye
To phir jindagi ek vardan kyu hai?
Jo kabhi na milega us se hi lag jata hai dil,
Aakhir dil itna nadan kyon hai?

Love SMS

Aankh se lahu na bahaaya kar,
Aye dil use kabhi to bhool jaya kar,
Dekhna wo ek din tujhe chorrjaaye ga,
Na tu use itna sataaya kar,
Itna aetbaar bhi achha nahi hota,
Use har ek baat na bataya kar,
Shiddat-e-gham se seena phatt jaaye ga,
Aankh se kuch aansu bahayakar,
Us jesa tujhe kahin mil nahi sakta,
Hazaar baar roothe hazaar baar manaya kar.

Love SMS

Manzilein bhi teri thi.
Aur rasta bhi tera tha
Ek tera pyaar paa lu,
Bas yahi sapna mera tha.
Mere sath rehne ki kasam bhiteri thi.

Love SMS

Bhige mosum ki khusbu hawao me ho,
Apki yado ka ehsaas in fizao me ho,
Yu hi sada rahe apke hotho pe muskurhat
Itna asar is nachiz ki duaon me ho.

Love SMS

Kon Kehta Hai Uske Bina hm Mar Jayenge,
Dariya Hain Sagar Me Utar Jayenge......
Wo Taras Jayenge Pyar kiBund k Liye, .

Love SMS

Main uska hun wo is ehsaas se inkaar karta hai
Bhari mehfil mein bhi ruswaa mujhehar baar karta haiyaki hai saari duniya ko khafa haihumse woh lekinMujhe maaloom hai phir bhi mujhi sepyaar karta hai

Love SMS

Woh Miss nhi karte Wo Kiss nhi karte,
Subh se Shaam ho jati h
Kambakhat Wo Wish nhi karte,
Hamari to Jaan nikal jati h,
Judai me unkii,
Ek wo bereham he jo Isshh nhi karte.
 
Blogger Templates